Tumney Mujhe Diya |
Bazz uthe jab ek sath,
|
ikrar ke wo mere tar,
|
Kuch log kahte hain,
|
ye tarana tumney mujhe diya,
|
|
|
anayas jab gayin nazar,
|
uss dhundhli tasveer per,
|
dill mein ek tees uthi,
|
ye fasana tumney mujhe diya
|
|
|
mere ladkhadate kadam,
|
achanak gayein aise shambhal,
|
jaise wapas lautne ka
|
bahana tumney mujhe diya
|
|
|
Chayi jab anhoni kashish,
|
tuta jab bhi koi mujhsa manish,
|
to kya dard e dil chupane ka
|
thikana tumney mujhe diya |